Eurax

A little something about you, the author. Nothing lengthy, just an overview.

Oho! Maar Hi Daloge!

Aaj phir teri yaad aayi hai, dil ka sara jazbaat ko sath la aye hai

tujhe bhulane ki koshish mein teri yadon ko phir se awaaz lagi hai

tujha ruswa na kar de is liya apna armano ki khud hi chirag jalai hai

Lekin a bekhabar tujhe kya khabar hamara ehsaan ke

tu na to hum se dur apni ek alag duniya basai hai


Kyun aaj kal neend kuch kaam se aati hai

Sone se zyada teri yaadon mein raat guzar jati hai

Subha to teri yaadon sa ladta ladta kat jati hai

Lekin raat phir wohi dasta doohrati hai


Kaise batau mai tumhe apna dil ke jazbaat
Darta hoon kanhi tumha kho na du.. 
Muddaton ke baad to chaha hai kisi ko hum na
Kya hua jo agar yeh keh na sakenge tumhe..
Chaha to yahi tha ka iqrar e mohabbat kare 
Magar tumhe koi dard na da betha is baat se apna aap ko roek betha

Na Jane kitne chehra dekha
kuch tujh se acha dekha , kuch tere jaisa dekha
magar wo jo tujhe mein dekha , wo kahi nahi dekha
tanha hi sahi hum je to raha tha..
is bebasi ka kya kare jo tumhara ana se a gaya
rota to hum pehle bhi tha..
lekin in ashkon ka kya kare to tumhara jana ka khayalat sa a gaya
Dil Jalon ka Mehfil mein baitha hoo aur puch ta ho ki ya dhua kaha sa uth reha hai..
Us bakat kyo nahi khayal aaya jab ya aag lagai tum na..
tut ta to dil yun bhi dekha hai humne jo kabhi juda hi nahi
Teri yaadon mein raat ko hum na guzara aisa bhi, jub tum hua bhi na tha apna..

1 comments:

Unknown said...

Khatarnaak Sher-0- Shayari hai bhai ;-)